Hindustan Daily News Wrap

Nahin badal raha hai desh ka naam, Bharat banam India vivad par Anurag Thakur ne lagaya viraam | Subah ki khabrein

Episode Summary

Is episode mein suniye, Nahin badal raha hai desh ka naam, Bharat banam India vivad par Anurag Thakur ne lagaya viraam, India gathbandhan par bhaari pad sakte hain Bharat aur Sanatan dharm ke mudde, muavze ke liye khudkushi kar rahe jyaada kisaan, Karnataka ke mantri ka vivadit bayaan.