Hindustan Daily News Wrap

Gyaanvapi case ke liye aaj ka din ahem | Subah ki khabrein

Episode Summary

Is episode mein suniye,Sansad ke vishesh sathr ke dauran laya ja sakta hai mahila aarakshan bill, Delhi mein 'Shivling' wale fawware par chhidi nayi raar, Gyaanvapi case ke liye aaj ka din ahem, kya survey report saunpegi ASI team? Zila jaj ki adalat par tikki nigahen. Aditya L1 aaj bharega surya ke liye udan, launching se pehle ISRO chief ne ki puja-archana. Bharat vs. Pakistan 'mahamukabla' aaj, dono teams ke in star khiladiyon par rahegi nazaarein.